How to stop worrying and start living by Dale Carnegie tips and strategies
How to stop worrying and start living aik self help book ha jis k auther hain Dale Carnegie book ko first time 1948 main publish kya gya tha, is book ko bahot say parts main divide kya gya ha aur har parts main achay points aur strategies btai gyi hain jis say readers apni pareshani aur tension ko khtam kr skty hain. Fundamental Facts You Should Know About Worry Carnegie start main describe krty hain ka worry ki nature kitna destructive ho sakti ha aur iss k physical aur mental effects kya hoty hain. Living in "Day-Tight Compartments": Hmain present moment pr focus krna chahye aur apny past aur future ki pareshaniun say khud ko tang ni krna chahye. aik din main time pr kaam kr ky hum apni stress ko behtar manage kr skty hain. How to Face Trouble: Hmain apni problems ko face krna chahye , unhon nay aik concept introduce krya tha ka "bura say bura kya ho sakta ha" aur khud ko tyar krna chahye worst ko accept krny k lye aur uss ko improve krny ky lye kaam krna chahye...